Tuesday 17 May 2016

SORAH JIN KA TAREEKA





SORAH JIN KA TAREEKA:

             Is silsaly main sorah jin ki reazat buth aham hai.jab
sorah jin ki reazat ka irada ho tu 3 din roze rakhe,mangal,budh,
aur jumerat ko is duran koihewan cheez na khaye na istemal kre
aur har waqt khushboo main basa rahe,subha sham dhoni bhi le,
aur in 3 dino main 1000 bar sorah jin pare,yanirozana 333 bar
pare.aur amal jumerat k din is tara shiro kare k tateeban nifs
shab k waqt khatam ho.

NAFAL:
          Amal k iktetam per 2 nafal pare nafalse farag hone k
baad 11 bar darood pak,1 bar sorah jin ,11bar darood pak pare.inshallah
usi waqt is sorat ka ek mukal hazar  hoga.is ka qaad kotah ,hath lambe
hongy.mukal amaal k samne a ker bethe ga aur salam kare ga.apna dil
mazbot rakhna chayee q k is ki habat both sakt hoti hai.ye muslman jin
ka badshah hai.ye hazoor pak k hath pe eman laya.3 admi us ki pust pe
khare hongy agher amaal ne apne dil ko mazbot  rakha tu kamyab hoga.aur agher khoof khaye tu sab wapass ho jaein gye,aur amaal ka
amal nakam jaye ga.is mukal ka name ABU YOUSAF hai,is sekehna chayee k humara haq tum per wajab hai,humari madad karna tumara
farz hai,inshallah  wo apne sathiyon ko hukam de ga jo mesl bijli k la kar amaal k aghe dal dey ga amal ko isi pe qanat karna chayee ,aur is mukal ko bar bar talab na kare ,balke ye amal saal main 1 bar karna

chayee.



Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

No comments:

Post a Comment