Tuesday 17 May 2016

SAR



SAR :

1)    Sar ka bara hona sardari ki nishani hai.
2)    sar ka bara na hona aqalmandi ki ilamat hai.
3)    char kona sar gareebi ki nishani hai.
4)    tera sa gunegar aur bad -kar ka hota hai.
5)    Choota sar choori aur nider hone ki nishani hai.

MATHA:
1)    jis ki peshsni gol ho,wo kheerat karne wala,mutaqi aur dana hota hai.
2)    jis ki peshani gosht se bari ho,wo kam faham,mutaqaber hota hai.

CHEERA :
1)     jis shakh ka cheera safe ho wo buland iqbal hota hai.
2)     zard cheera zehan ki teezi aur aqal mandi ki nishani hai.
3)     surkhi mayal gandami cheera khushi ki nishani hai.
4)     safeed rang susti aur gareebi ki alamat hai.
5)     seya rang bad mezaji ,waham-parasti,aur sawaar ki nishani hai.
6)     jis ka cheera choowe ya heran jasa ho ,wo gareeb hota  hai .
7)     jis k cheery ka rang sbzi mayal ho,wo urat se zyada muhabbat karta hai.
8)     bazvi cheera aqal-mandi ki nishani hai.
9)     tercha cheera shirarat ki nishani hai.

10)    chore cheery wala parheezgar hota hai.



Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

No comments:

Post a Comment