Tuesday 17 May 2016

BAAL



BAAL :
1)     jis admi k baal seedy aur lambe hon wo ba- murawat achci fitrat ka hota hai..
2)     jis admi k choote  mote aur ghane baalon wala admi bahadur ,ihmaq ,ashaq mezaj aur shawat parest hota hai.
3)     agher abroo aur kanpati per ghane baal hon tu be aqali ,susti ki daleel hai.
4)    jis admi ki chand k baal gir jaein,wo khushnaseeb hota hai.
5)    baloon ka rang surki mahil ho tu wo mazboti ,gusa,takataber,aur maker o fareeb ki nishani hai.
6)     jis k baal gungrale hon wo dilar ,khush taba,ashaq mizaaj aur be-shahoor hota hai.
7)     seedy mulaem aur seya baal zinda-dili aur sula pasandi ki alamat hain.
8)    baal zayada bareek hon wo naik taba aur nazuk mezaaj hota hai.
9)     baalon ka sakht hona aur jisam ka mazbot hona sujahat ki nishani hai.

10)   jis k chati pe baal hon wo saddaq saheed aur ba wafa hota hai,peat per baalon ka na hona kam aqali ki nishani hai.sar k          agle hisy sar ke baal gir k saf jild nikal ana buland iqbali ,maaldari,hakam mezaaji aur ilam o fazal ki ilamat hai,pechly sar         k hisy k baal girna zid,izat e khandan ki tamana karna,aur hama e jinnat ki ilamat hai.sare jisam pe gane baalon ka hona         esh-pasandi ki nishani hai.  

Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

No comments:

Post a Comment