Friday 20 May 2016

PAKIZGI ROHANIYAT AUR NOORANIYAT KA HASOOL









PAKIZGI ROHANIYAT AUR NOORANIYAT  KA HASOOL:
________________________________________________________________
           Humein koi  amal parte waqt tart e haywanat  ki zaroorayt  q parti hai? sirf isi liye hum apne ander pakizgi, rohaniyat o 

nooraniyat paida karein.tamam mukal noori hain aur hum khaki phir jab tak humare ander noraniyat na hogi.,wo kase hum se manos 

ho sakhte hain.hum ,humari  ghaza  humare afhal  aur amal  balke humari puri zindagi  gunah o galazat  aur najahez galatkarioun  ki 

kichar se luthri hoi aur gardo gubar se aloda hai.jab tak humare her kam main neyat theek na ho,humare amliyat muser kase ho 

sakhte hain.amil k liye her tarah se paband  sharah muqati o pareezgar hona shirt e awal hai.is k bad koi b amal parein.is ka isar 

hoga.jase batton dabane se bijli jal uthti hai.her musalman k liye sab se pehly moman saleh banna,awalen farz hai,phir amal parne k 

liye is ki jumla shiryat puri karna hain.taraq e hewanat 2 tarah k hain (1) pareez   jamali  (2) pareez jalali.

PAREEZ JAMALI:
____________________
            Ghost ,machli ,sirka ,peyaz ,lehsan, anda ,muli,hang, amber, chohara, dahi aur methai wagara ka pareez karein .mewa 

,sarsoon ,aur till ka teil istemal kar sakhte hain.magher jab k is ki paki main zara barabar ka shuba na ho.

PAREEZ  JALALI:
_____________________
              Agher  teil istemal karna chain tu teili se tillon ka ya sarsoon ka apne samne nikalwain,pan khane tak ko mana kia gya hai.  

koi bhi nashe ki cheez  huqa,cigrate, bari  ka istemal na karein, chamre k dol se pani na pein,darya nadi ka pani matti k bartan main 

layain,chamre ka jota aur muze ka istemal bhi na karein,khat na banwaein,nakhun  na katein,jamah na karein,her waqt ba wazoo 

rahein,agher taqat ho tu roza rakhein.agher  koi khedmat gar bhi pass ho tu wo bhi pareezgar ,nemazi ho.kapra bagar sela 

pehanein,ye bhi khyal rakhein k khoon jisam k kisi bhi hise se bahir na nikale,ur wo darakt jis k pate se dhood nikalta ho na 

toorein,phool,shak ,aur mewe apne hath se na toorein,albata wo bal jin ka katna sunat hai,jase k lab,bagal wagara k bal.hathi aur 

ghore ki sawari na karein.
Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

AMIL K LIYE PAREEZ KI ZAROORAT Q ?




AMIL K LIYE PAREEZ KI ZAROORAT  Q  ?

TART E HAYWANAT KI ZAROORAT Q?
_____________________________________________
            Kalam e ellahi main kia taseer nai?leqan zaroorat hai taseer apne ander paida karne ki SAHABA AKRAM agher koi dua kisi 

kam k liye parte tu foran is ka isar hota.ajj hum bhi woi duaein aur QURANI ayat parte hain magher be sood ,asa q?

DUA  KAMAL HONA:
________________________
            Ajj log her amal ki zakat dete hain ,chala kashi karte hain,phir bhi amal ka asar nai hota .jab k SAHABA akram ya buzuragan e 

deen agher koi dua bagar kisi zakat o  chala k jase hi parte foran asaar hota .han wo sache momen thy.in k ander sachai opakezgi 

thi.wo sirf ALLAH  pe bharoosa rakhte the aur abadat ellahi o attahat in ki zindagi thi.phir jis ne khud ki ghulami mustafa ka apni 

gardan main dal kar apni zindagi ko abadat o attaahat RAB k liye waqf kar dia ,is par her koi meharban q na ho .aur tamam makloq  

khuda is k zere e nagen q na ho?

Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

AMIL HAZRAT K LIYE EK ZAROORI BAAt





 AMIL HAZRAT K LIYE EK ZAROORI BAAt

USTAD YA REHBER:
__________________________

             Jis ka peer kamal wo khud kamal,is liye ache ustad ki parvi zaroori honi chaye.mukalat tab taskheer hote hain,mukalat har 

qisam ki atahat qabool karte hain.

SHARAT  AMAL :
____________________
              Agher sharat amal baja na laye ga tu is ki masal asi hai jase rakh main ponk marne wala,is ka hasher app ko maloom hai k  

woi rakh us k moun per aye gi,koi amal is ka darust nai hoga,is sabab se is zamane k logon k aksar amal batal hote thy,lehaza amal 

ko chayee k her amliyat k har is usool ko ghoor se aur soch samaj kar is tareqye ka paband rahey q k jab amil ASMA E ELLAHI parta 

hai tu amil k moun se ASMA E ELLAHI  ka asaar nor ban kar arsh tak jata hai,aur mukalat  ALVI O SAFLI tamam  amil ki khadmat  k 

liye hazar ho jate hain.
               Nakami in logon ki hoti hai,jo fan e amaal k qawahid  se nawakif hote hain,jo kitabein par kar pagal hojate hain .phir ALLAH 

k kalam aur amal ko jhota qarar dete hain,jab k amal her sorat main sacha hota hai,magher karne wala khud hi na ahel hota hai. 



Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

AMIL K LIYE ZAROORI HADAYAT




AMIL K LIYE ZAROORI HADAYAT

*  Amil 5 waqt ka namazi ho.
* Pak safe rahe,lebas bhi safe  suthra pehne.
*  Raz e halal kamaye aur haram se parheez kare.
*  Kisi ko nuksan ponchane k liye koi amal na kare.
*  Joth,ghebat, aur degar burayon se khud ko bachaye.
*  Lalach se apne app ko pak rakhe.
*  Jab bhi koi naksh lekhe pehly apna hasaar kare,charoo KUL         ,AYAT UL QURSI  3,3 bar .awal o akher 3,3 bar darood pak par     kar apne jisam aur jaga ka hasaar  kare ,NAKSH hamesha  pak     safe  jaga per beth kar lekhe ur khushboo lazmi lagaye.
* Agher mareez aseeb zada ya jadoo o sehar main mubtela hai tu       hasbe  tufeeq mareez se ghoost ka sadqa taweez dene se pehly          lazmi dein.
*  Jo bhi  amal kare ,tawjoo se kare bechani ko apne uper ghalba 
  na hone dy.
*  Her amal yaqeen e kamal aur azam o hamat se kare,na kami       ka khoof apne uper hawi na hone de.
* Taqwa o taharat ikhteyar kare ,in ki wajah se alam o alvi o safli     matih hota ha.
*  Rehazat her kam ki bunyad ha,lehaza amil ko chayee k ase           wazahif ka ward akser karta hai,jo jin o anss k shar se mehfooz       rakhne wale hain.
*  Tatabar o gharoor se apne app ko bachaye , Tatabar o gharoor           amal ko barbad kar deta hai.
* qalab o zuban o chasham  ko mamnoha shirah se mehfooz rakhe.



Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas