Monday 16 May 2016

TOSHA





TOSHA:-


Some Chillah doer desires to keep some sweet things very close to them, its called Tosha. It included sweet Burfi of seven colors and ELAICHI and green fruits etc. Actually, its ZAKAT of followers ghosts and its better to purchase these things from an honest shopkeeper. After completion of treatment, these things should be thrown in running water of dam etc at the time when no one can see. If Dam is not near by then these things may be kept by digging in an unpopulated area.



Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

HASAAR




HASAAR
               agar hasaar qaeem karna chaein chako ya churi par charoo Qul shareef or ayatul kursi
aik aik bar par kar dam kar ki apne charoo taraf gool halkay ki surat mein hasar qaiem karlein or jahn hoo gool h alka mile vohi churi ya chako gaar dein har amal mein yehe tareka akhtiyar karein hasar qaeem karte  howay es bat ka khas kheyal rakhein ki daira kisi jagah se na tootay





Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

PLACE OF CHILLAH




PLACE OF CHILLAH:-

As specific time has not been defined for Chillah, same as a specific place has also not been defined for Chillah. However, the place/ room where Chillah is being done it must should be neat and clean.


Care is very important, Chillah should not be done in the place where already ghosts availability is confirmed because they will disturb the action. And also should not be close to the graveyard because fake ghosts will appear and wrong question answers will be asked and a result will be full of shame.


Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

AUQAAT HAZRAAT








AUQAAT HAZRAAT

                hazraat keleye muksoos vaqat ki pabndhi nahi hain, 5.,farazx namaozo oroqaat zawaal mein nahi karna chiye subah 10 baje    ka vaqat behtar hain, es vaqat hazraat karna chiyeeagar amal khud apne app per hazraat ki tajarbay karne ka khuesh madh hoo to phir es keleyee maghrab say zara phele ka    vaqat munasib hain,,

HAZRAAT KI JAGAH,,,,,,,,,,,
               hazraat karne keleyee kisi bhie mkasoos vaqati maksos jagah ki koi qaid nahi hoti
magar kamra khas mein hazrasat karein to vo jagah paak saaf hone chiyee asay ghar mein
hargis na karein jahn par jinnat wagera ka baseera hoo,, isi tarhan qabristan ki qareeb

bhie nahi karna chiyee jinnat hazraat mein pareshan kar dette hain or khud he jaili buzrug ban kar sawalo ki jawaab diengy or es tarahn ki jawaab bhie galat hongy jo ki baad mein seaie sharmindgi ki kuch na hongy



Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

TIMINGS OF CHILLAH






TIMINGS OF CHILLAH:-


There is no time bounding for Chillah but during the timings of prayers and time of ZAWAL should be avoided. Saints saying that time of 10:00 am at morning is suitable for Chillah. If doer want to do treatment on himself then Magrib prayer time is most suitable for him.



Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

KHASOSI HADAYAT BARAY AMLEN











KHASOSI HADAYAT BARAY AMLEN

                   Amal hazrat shiro krne se qabal jin umoor ka janna amleen  key liye zaroori     khyal kia jata hai.ta k koi bhi     nukta amal ki  nazar se poshida na rahe.
1) amalka aghaz krne se pehly kisi methi cheez per  Hazoor pak ,panjtan pak ,12             imam,tamam buzurgan  e deen key     naam fateh kr k mtha bachon main bant dein.
2) hazrat  key amal ka aghaz 9chandi jumerat  ko hikia jata hai.chand ki 11 bhi afzal            hai.
3)  bhud(wednesday)ky bad iz namaz e magrab jumerat (thursday) shiro ho jati hi.her             mahene ki pehli jumerat 9     chandi jumerat hoti  hai.
4) amal key liye tanhai aur yaqsoi bouth zarori hai.us kamre  main koi amal ki ghar            mojodgi     main bhi  na jaye.
5)  doran e amal hazrat ghost her qisam  ka,kacha lehsan,aur peaz  nai khana isi key sath        bivi key sath mubashirat bhi    nai krni.
6)amal shiro karne se qabal kisi amalkamal ya kisi amal kamal ya kisi ustad se join umor per     mukamal dastarus rakhte    hon,ijazat lena bouth zaroori hota hai,ta ke rajat ka amkan o       khoof laqah na ho.mal nai karna ch
7)har amal ki muqara moeyad howa karti hai.basa uqat kisi bhi waja sewaqt zyada lag jata       hai.baz martaba 2 se 3    martaba bhi ek chala kamyab nhi hota.amal ko bad dil nai hona    chaye.hr insan yaksan khasusiyat nai rakhta,qudeti tur pe    kisi main kam aur kisi mai zyada
   qatatein hoti hain.
8)bad-afhal ky adi logon ko in amaal kitarf nai ana chaye q k in amaal key liye jama ki    pabandi howa kerti hai.bivi key pass    jane ki bhi pabandi hoti hai.
9)agher koi shakh ye samhjta hai k wo kamzor dil ka malak hai,tu is ko chaye k wo ye amaal     na kare q k is doran khoof bhi    lahaq hota hai.agher zyada khoofzada hogya tu damagh     ulatn ya rajat ka shakar hone ka dar hota hai.
10)in logon key liye in amaal main khtarrat khyal kiye jate hain,jo kisi bhi aseebi marz k     shkar hon y phir jin per kisi bhi zee     rooh musalat ho,ase log agher tandurust bhi hojain tu     phir in per amal nai karna chaye.
11)jin hazrat main zakat ki shirt lazmi hoti hai,inein bagar zakat nai karna chaye.
12)amal kisi mahksos kamre main hi kia jaye,jahan per kisi bhi dosere shakh ka ana jana na      ho agher alag kamra na ho tu      kisi weran jagha kisikhuli jagha per ja kar ye amaal kiye    jaein.us baar ka khas khyal rakhein k  kisi bhi admi ki nazar app      pe na pare.warna sab kia    dhara khak main mil jaye ga,waqt bhi zaya ho ga.
13)amal ky doran hone waley mushaydad ka ziker kisi se hargaz na karein,ziker karne se se     mushaydad nazar ana band     hojaya karte hain.
14)chala kashi key doran loglon se milnejulne main ihteyat kia karein,bouth zaroori milne key     ilawa bilkul hi tanhai ihkteyar     karein tu behter hai.
15)chala kashi key doran amal ko chaye ky kisi bhi sahil ko naqash lehk k na dey.isi tarah koi     aseebi mareez ajaye tu is ka         ilaj na kare .
16)chala kashi  key liye ek hi kamra makhsos krein us key bad kabi tabdeel na kia jaye.isi     tara se chale ka jo bhi waqt           moqarar karein us per pabandi lazmi karein,warna rohaniyat      hasal nhi hogi  .
17)chalakashi key doran agherkoi faqeer ajaye tu use kuch de k ruksat kia jaye,zyada baat       na ki jahye.
18)doran e chala agher amal ka sar bhari ho jaye aur kandhon per wazan pare aur damag       sun hota mehsos ho tu ye           kamyabi ki daleel hai,ghabrana nai chaye.
19)chala kashi key doran amal se kaha jata hai khum hazar ho gaye hain ,ab ye amal band      kar deya jaye.leqan asa kabi bhi      nai karna chaye,amal pura kiye bagar amal ko rokna           khatry se khali nai.amlen apna zhani tawazun kho bethy hain.
20)Asay ghar mein jahn koi aseebi mareez hoo ya kisi ki uper jinnat hoo wahn amal na kia
    mutasara afraad bhie pareshan hoongy or amal bhie zaya jaiega

21) chlillah kashi asisi ya asay ghar mein na karein jahn geer tabi muth wakia howi hoo estahn nakami ki sabab kch hath nai      aiega



Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

INSTRUCTIONS FOR CHILLAH





Before starting of Chillah important things are narrated above so that no any point may miss by the Doer:


Befoe starting any Chillah read the names of Hazoor Ghous Pak and its 11 followers then pray sincerely.

Mostly Chillah has been started on every Thursday of every new Islamic month but some saints recommended on 11th of the Islamic month.

If you want to remember first Thursday of Islamic Month then at the evening of Wednesday after Magrib prayers Thursday has been started because Islamic day has been started after Magrib time.

It is essential that lonless and concentration is necessary that’s why specific room has been recommended and no one should enter in that room except you.

During the Chillah, (specific days for lent) meat, ginger, onions and sex with the wife has been strictly prohibited.

Please do remember that before starting of Chillah you have to get permission from your saint guider so that chances of failure can be reduced.

Keep remember that as every work has required specific time period so if you will not success in Chillah first time you should try again ever may be you should have to do third time also but should not dishearted as you know that human being can not posses same energy at every time.

Bad character people should not try to do for Chillah, because Sex is strictly prohibited during that time even with the own wife.

If someone understand that he is not brave he should not try to do it because some time due to fear you may become mad that why before starting Chillah every one has to know even he will do it or not.

The people who are involved in trouble of souls or diseases that should not try to do Chillah because even if they will healthy they can do it.

The people who have due the Zakat they should not try before distrusting the Zakat.

If first-time success will not achieve, keep trying again and again even thrice. However, if Chillah will be with faith it will be done some times success will be achieved late.

Chillah should be done in a particular room/ place where the general entry should not be allowed. And if its not possible any separate room than it should be away from the populated area so that no one can see you otherwise your struggle for Chillah will be not result oriented.

During the Chillah lot of experience may be occurred, its is important that don’t disclose with any one about these experiences if you will share the experiences may be stopped.

During Chillah it is essential that don’t meet with any one but in the case of emergency you can meet. However, it will better no meet with any one at any cost.

It is important that during the Chillah do not give any map to anyone and during that period he should not make treatment of any needy person.

If any room selected for Chillah do not change it and time you allocate for Chillah don’t change its time because care of time is also important.

If during Chillah doer have a headache and burden may be felt on shoulders/ brain don’t worry its symbol of success.

During Chillah be conscious from every one, even a beggar will come try to free him by giving something and do not waste your time.

During Chillah some time people came and say because we came to you so stop your work, do not stop and be remember that before completing the work if doer will stop it is dangerous for him. Mostly Chillah doer becomes mental because of this mistake.


Chillah should not be done in the home where already any patient of ghost effected, because both will disturb during Chillah.



Chillah should not be done in the place/ home where a self/ artificial death has already been occurred because doer will not be successful.



Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

HAZRAT KAY AMAAL KAY ADAAB







HAZRAT KAY AMAAL KAY ADAAB
                   AAM TUR PER SUNE MAIN ATA HAI K G  HUM NE KITAAB MAIN DI HOI HADAYAT  KAY AN MUTABIK HI AMALKIA HAI BALKAY JO IS MAIN JALALI  O JAMALI PARHEZ THEIN,INPER BHI MUKAMAL TUR PER AMAL KIA HAI , MAGHER KAMYABI KA HASOOL MUMKEN NA HO PAYA AUR KISI BHI BACHEY PER HAZARI NHI HOI.MARA ZATI KHYAL YE HAI K AMOMITUR PE LOGON KOHAZRAT KAY ABTEDAI QOAID   AUR SHARAIT O ADABSE HI AGHAI HASAL NAI HAI.
                   DARJ ZAIL SATOOR  TAHREER KI JA RAI HAIN ,JIN KO PAR KAR APP NAKAMI UR PARESHANI SE BACH SAKHTE HAIN.

1) HAR JUMMERAT KO KISIBHI METHI CHEEZ PER ARWAH KAY NAAM KIFATEHYADILA     KAR BACHON MAIN TAKSEEM    KIA KAREIN .
2) JUMMERAT  KEY ROZ EK SOEKIS (121) ROHEIN HAZAR HOWA KARTI HAIN,KOIBHI    ROOH APP KEY IS AMAL SE    KHUSH HO KAY APP KEY PASS HAZAR HO SAKHTI HAI.
3) JUMMERAT KO BOZURGAN-E- DEIN KEY MEZAR PER HAZARI KO APNA MAMOOL        BANAIN.
4) AMAL AGHER KHUD HAR HAZRAT KA AMAL KA TAJURBA KARNA CHAHAY TU IS KO    MALOOM HONA  CHAYE  K IS    KA MUKARRA WAQT MAGRAB SE QAREB ADA GHANTA    KABAL KA HAI. Q K IS WAQT  TAMAM  ROHANIYAT KO     MUNJAMAD TASAVER KIA    JATA    HAI.YE HAZRAT KA KHSOSI WAQT KHYAL KIA JATA HAI.
5) HAZRAT KAY WAQT  TANHAI  IKTEYAR KREIN ,AUR AGHER ZAROORI HO TU  KAM    SE KAM LOG  WAHAN HON    BUZURGON  KI ROOHEIN SHOOR KO NA PASAND KRTI     HAIN.
6) AMAL  JAB TAK HAZRAT MAIN KAMAL NA HO JAY,USE KISI BHI SAHIL KAY GHAR     JA KAR HAZARI SE GHURAZ    KARNA CHAYE.
7) AMAL KO AGHER JINAT KO QABOO KARNE MAIN MAHARAT NA HO TU USE HARGHZ    AMAL NI KARNA CHAYE,IS SE    NUKSAN HI HOTA HAI.
8) SHAEED ZARORAT KAY PESH-E -NAZER HI HAZARI  KRY, SHOO BAZI YA KHAL        TAMASHE KAY TUR PER ASA    HARGHAZ NA KRE IS SE B NUKSAN HOTA HAI.
9) ZAKAT ADA KRNE KAY BAAD TAJURBA KAY TUR PER KISI BHI ADMI PER HAZRI KI     JA SKHTI HAI ,BHALY  EK DIN     MAIN 100 BAR HI Q NA HO.
10)AGHER KISI EK MAMOOL PER HAZARI NA HO  TU ASE MAIN AMAL  KO FARZI YA      GALAT  TASAVER NAI KRNA    CHAYE,BAAR BAAR HAZARI  KI MASHQ KAREIN.AIN          MUMKEN HAI K JIS MAMOOL PER HAZARI KAR RAHY     HAIN IS PER      HAZARIMUMKEN HI    NA  HO,BAD-DIL HOWE BAGAR KISIDOSERY MAMOOL PER      AMAL KAR K    TASALI KAR  LEIN.
11)ASE MUKAMATH YA ASE GHARON MAIN JAHAN KISI BHI GHAR-TABIYE MOUT      WAQYA  HOI HO.HARGHAZ  AMAL    NA KREIN .GHAR-TABIYE  MOUT SE MURAD             KHUDKUSHI YA TATAL HAI.
12) CHORI ,TATAL ,YA  KISI  BHI  GHAR IKHLAKI KAM KAY SILSILY MAINKISI KI MADAD      NA KREIN.
13)HAZARI KAY WAQT KISI ASY ADMI KO APNE KAREEB NA BATHNE DEIN ,JISPER     JINAT YA KISI ROOHKA ISAR      HONE  KA YAQEEN HO.
14)HAZRAT KAY DORAN AMAL JO MUSHAIDATH DEKHE,UN KA ZIKER KISI UR SE     NA KRE.WARNA BAD MAIN AMAL      KO HI PASHTANA PARE GA.
15)AMAL ZARORAT SE ZYADA KHUD EHTEMADI KA MUZAHIRA KRTE HOWE     BOZURGON KI ARWAH SE TAKAZA    KRTE HAIN K WO SAMNE  AEIN  YA AMAL PE     HAZER HON ASE KRNE SE BOGURGON KI ROOH NARAZ HOTE    HAIN.YAQEEN       RAKHNA  CHAYE K JAB KISI BOGURG KI ROOH KHUSH HO JATI HAI TU TAMAM      MARHALE     KHUD BA KHUD TEY HO JATE HAIN
16)KOI BOGURG HAZARI K BAD YE BHI KEHTE HAIN K WO APP K PASS REHNA CHATE     HAIN TU ASE KHUSH QISMAT    AMAL KO CHAYE K WO APNE GHAR MAIN KOI EK      KAMRA MAHKSOS KR DEIN,UR US KAMRE KO ACHI TARAH SE       SAF SUTHRA     KRE,NAYI   DARI YA KALEEIN BACHA DEIN,IS PURE KAM KO APNE LIYE  KHUSH     QISMATI  SAMJHE     ,HAR JUMMERAT KO DIYA AUR AGHER BATI JILAEIN.
17)APNE AP KO SALHE KAMON MAIN MASGHOOL RAKHNE KI KOSISH KREIN,KISI BHI     HAL MAIN HAZARI KR K INAMI    BOND  K NUMBER YA KISI BHI GHAR SHIRAI KAM KA     POCHNA MAMNOH HAI.
18)BACHOON K WALDAIN YE SAMHAJTE HAIN K HAZARI SE  BACHON KO  KOI NUKSAN      NA PONCH JAHY TU IN KO    BATA DEIN K IS DORAN KOI KHOOFZADA HONE KI      ZARORAT NAI ,BACHE PAR HASAR KI BHI ZAROORAT NHI    HOTI.
19)HAZARI KY WAQT MAMOL KY SAR AUR ANKHEIN SHADED TAREEN VAZAN MAHSOS     KRTE HAIN.SAR MAIN    SHADED DARD HOTA HAI,ASA HAR MAMOL KI HAZARI MAIN       HOTA HAI.JAB HAZARI MUKAMAL HO JATI HATI YE    KYFIYAT KHTAM HO JATI HAI.
20)HAZARI S PHLY SAR KA BHARI HONA,DAMAG KA SUN HONA,JATKE LAGNA        ,ANKHON K AGHE BIJLI JASI    CHAMAK DEHKAI DENA AGHER YE ILAMAT MAMOL           PER  ZAHIR NA HON TU YAQEN KR LENA CHAYE K    HAZARI MUMKEN NHI,IS PER      WAQT  ZAYA NA KREIN.
21)JAB TAK BACHY HAZARIKY LIYE ZAHENI TUR PE TAYAAR NA HON,YANI INKAAR        KREIN TU HAZARI  KA AMAL     HARGHAZ NA KRIN,Q K ASE MAIN IN KA ZAHEN KISI        UR TARAF HOGA.
22)HAZARI SE PHLY BACHY K GALE MAIN AGHER KOI TAVEEZ HO TU WO UTAR    LEIN,WARNA HAZARI KAMYAB NHI     HOGI.
23)JIS TAREKY SE BHI HAZARI KI JAYE WO TAREKA AMAL KO ACHI TARAH SE YAAD      HOAUR AMAL KA TALAFOZ     AUR KALMATH KI ADAYGI BILKUL DURUST HO.
24)HAZARI WALA KAMRA PAK SAF HO IS MAIN KOI BHI GUNAH KA KAM NA HOTA HO ,CIGRAT NOSHI TAK NA HOTI     HO,TV NA CHALTA HO.SHARAB AUR ZINAH TU DOR KI BAT HAI.
25)HAZARI WALE KAMRE MAIN ASA KOI CALENDER , TASVEER NA HO JISPR KISI AURAT KIFASH  TASVEER HO.
26)HAZARI KEY WAQT KAMRE MAIN ASI KHATOON KO NA AN DEIN JIS KO HAAZ ARAHA HO YA ASI KHATOON JIS PER     GUSSAL-E - JANABAT  LAZAM HO.IS SE NUKSAN HOTA HAI.
27)HAZARI KEY LIYE SAHATMAND BACHY  AUR KHAWATEEN O HAZARAT  KA HI INTEKHAB  KREIN JO BILKUL     SEHATMAND AUR DAMAGI TUR PER BHI THEEK HON.BE-WAKOF ,AHMAK LOGON PER HARGHAZ  HAZARI NA KREIN.
28)JIN KI ANKHON MAIN BHENGA PAN HOYA JIS KIEK ANKH MASNOI HO YA KOI AUR NUKS HO,BENAI KAMZOR HO TU     KOI HARJ NAI HAI.
29)HAZARI KI MEHFIL MAINKOI BHI ASA ADMI YAAURAT ASINHI HONI CHAYE JIS PER GUSSAL-E- JANABAT FARAZ HO.

30)BAZ HAZRAT MAIN TUSHA KIBHI SHIRT HOWA KRTI HAI,YE MUKALEN KA SADQA HOTA HAI.JIN HAZARAT     MAINTUSHA KI SHIRT HO IN KI TUSHA KEY BAGAR HARGAZ NA KREIN.IS SE NUKASN HO GA.




Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

CHILLAH INSTRUCTIONS







  1. CHILLAH INSTRUCTIONS:

ü  The people who want to do Chillah are required to recite FATAH on the toffees/ sweets on every Thursday and distribute it among the children.

ü  Saints are saying that on every Thursday 121 souls are appeared, due to your that act any soul may become happy and come to you so that you can get a soul without any hardworking. It is Saints experience.

ü  Chillah doer should make a routine to visit to tombs of saints on every Thursday.

ü  If Chillah doer wants to do DAM on himself, he must know that most suitable time for DAM is before half an hour of sun setting. Because that time all souls of ghosts are condensed.

ü  Chillah doer must be alone at the time of Chillah, if important less number of peoples should be present because souls of saints don’t like humors.

ü  It is also important that if Chillah doer is not confident he should not go to any place for Chillah so that could be save from any loss.

ü  If a Chillah doer is not confident on capturing of ghosts he should not go the places of ghosts nor meet with the peoples who are effetee of ghosts.

ü  It is also necessary that Chillah should be done where it is mandatory not for the purpose of fun.

ü   After paying of Zakat (a certain amount paid by Muslims to the poor men) Chillah doer can start Chillah even to 100 persons in a day.

ü  Keep remember that if Chillah is not showing proper result on any effected person it should not be considered wrong but try again on multi effectee persons because may be on effectee you are trying he has not.

ü  It is also essential that don’t try to do Chillah in a home where any suicide death/ murder has been occurred.

ü  It is better for Chillah Doer that he should not help in finding murderer, thief or any other illegal work.

ü  Do not allow to a person to sit near to treat doer who is effectee by a ghosts souls.


ü  Some times it is also possible that Saints Souls want to remain with Chillah doer. In this regard Scholar is lucky then he must should vacant and clean a room particularly for that soul, make it carpeted and feel himself happy. further he should lighted and perfumed candles it on every Thursday.

ü  Chillah doer should keep himself clean and fair. Keep remember that to know about the numbers of prize bonds is prohibited. Beside that if Chillah doer will try to know finally he will get loss.


ü  Mostly parents trust that during the treatment other present children will be effected but they should remained satisfy that during that action/ treatment
ü
ü  saints souls will appear which never give loss to any other available child.


ü  This is also fact that during the Chillah eyes and head ache felt to Chillah doer. But keep in mind that after completion of Chillah it will be relaxed automatically.


ü  Before starting of Chillah some symbols appeared like head feel overburden, mind distrubed, shocks, eyes seen like a electricity's rays. If these symbols not appear in routine then it should by understand that its not a problem and don't waste your time on that activity.


ü  Be conscious that if effected child is not mentally ready for getting treatment never do Chillah because applicant not concentrate and treatment can not give proper result. Concentration of both applicant and treat doer is essential. 



ü  keep remember that before doing a treatment if any child has already a TAWEEZ it should be removed otherwise you will not success in your treatment.


ü  This is also important that by which method treatment is done that should be remember word by word to Chillah doer.


ü  Be careful that in which room treatment is done it should neat and clean. No evil is done in that room even smoking, TV, Wine or any kind of Sex.


ü  Even in the room of Chillah any kind of Calander or nude Picture is also prohibited.


ü  During the Chillah no one should smoke in that room. But it will more better that Three or Four Hours before treatment no smoking should be done in the room.


ü  During Chillah no lady should come in the room who is in the menses period or had any sex because it will be reason of failure of treatment.


ü  Only healthy children and women should be treated and be satisfied they are mentally and physically fit. Nonsense, mad children and people should not be treated.


ü  Any woman or child should not be treated who are blind, have an artificial eye or having any eye discease. However, if eye sight is weak than it is not a problem.


ü  This is most important that during the Chillah no one should come inside the room who did sex and still not bathed/ washed their body, otherwise whole the people present over there will be gotten loss.



ü  Before starting any treatment, Calculated times of names reading for people present over there is essential. If reading of alphabets of names is due to those available people it should be completed other wise not a proper result will be gotten.  



Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas