Tuesday 17 May 2016

MARDANA EHZA SE KIYAFA





MARDANA EHZA SE KIYAFA


SAKHT JISAM : istatlal tabah,aqal mandi,jurat aur sujahat ki ilamat hai.
NARAM JISAM: past-hamati,darpoke hone aur mamoli si shakal se muztzrab ho jane ki  nishani hai.jo jisam zyada sakht ho.aur na zyada naram ho,wo raham dil,husane khalq,muhabbat dil ki safai aur naik tabai ki nishani hai,ase shahk ka rojan nayik kamon ki taraf zyada hota hai.

QAAD : seda qaad lamba aur lager jisam,bahaderi,sangdili,aur taqaberki nishani hai.asa shakh fareeb kar aur mushkal se khush hone wala hota hai.

CHOOTA QAAD AUR FARBA JISAM :logon ko dekh dekh k jalne,lagu batein karne,bad gunami ki nishani hai.asa admi  sakht kena war mazbot,ehsan ko bhula dene wala aur bewakof hota hai.

CHOOTA QAAD AUR LAGER JISAM :danish-mand,daleer,bawafa,magher fareeb kar bhi hota hai,jo admi juk k chale wo razdar  aur menti hota hai,aur maqool daleel key bageer kisi ki baat ko tasleem nai karta.


QAAD KEY LEHAZ SE UMER :jis shakh ka qaad 90 angasht ho,tu us ki umer 30 saal hogi.91 angasht ho tu 32 saal hogi.isi tarah 110 angasht tak 5 saal fe angasht izafa karte jaho.yahan tak k 110 angasht key qaad wale ki umer 130 saal ki hogi.is key baad 111 angasht wale ki umer 135 ,aur 112 angasht wale ki 140 saal ki hogi.is tarah  per 7 fe angasht barhate jao.120 angasht qaad wale shakh ki umer 200 saal hogi,ager qaad 120 angasht se bhi lambi ho tu lambi umer ki alamat hai.  




Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

No comments:

Post a Comment