Tuesday 17 May 2016

RAFTAAR




RAFTAAR :

 1)   agher raftar  teez ho,qadam choota ho aur zoor-reh ho tu samhjna chayee k asa admi karo bari,naramdil,bahadur hota        hai.
2)    agher ko lambe lambe qadam uthaye,tu is k under tahreeq ka mada mujood hai,magher qabale ehtebaar nai.
3)    jo admi aista ho wo teez damagh aur ghoor o fiker karne wala hota hai.
4)    jis k pauon chapke hon,wo humdard aur ba-marawat hota hai.
5)    na humwar raftar wala jald irada badalne wala hota hai.
6)    jo admi peet aur seena nikal kar chale wo khush tabah milansaar hota hai.

7)    tari chaal chalne wala admi buzurgoon ka khadam hota hai.




Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

No comments:

Post a Comment