Tuesday 17 May 2016

SORAH IKHLAS KA TAREEKA




SORAH IKHLAS KA TAREEKA: 

              Kamal tanhai main pak saf jagha per musalah pecha kar hasaar kar k amal shiro karein,saf suthra lebass aur khushboo lagain,amal hamesha bad namaz asha parein,hasaar karte waqt 3 bar sorah ikhlass parein,rozana sorah muzammal 40  bar parein,amal k doran ass pass koi insan mojood nai hona chayee.amal k doran nahayat khoofnak suratein nazaer ayeingi.lekan in se darna hargaz nai,wo hasaar k under dakhal hone ki hammat nai rakhte.agher amal dar gya ,aur wo hasaar se bahir agya tu phir amal k liye khatra hai,janbhi ja sa khti hai ,aur damagh  bhi kharab ho sakhta hai.

             Akhari  ashry main amal ko zyada darane ki kosish ki jati hai,agher amal sabt qadam rehte howe chala  pura kar leta hai tu jinat hazar ho k dosti ka hath barhate hain,dostihone k bad  jab bhi sorah muzzamal tanhai  main par kar hazar hone ka hukam de  ga ,jinat foran hazar hon gy,aur amaal  ki atahat karein gy,




Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

No comments:

Post a Comment