Tuesday, 17 May 2016

MAMOOL




MAMOOL
                mamool kesa hona chiye ye aakhir kis tarahn maloom ho paega ki es bachay par hazraat hoogi bhiue ki nahi ,, kenyo ki hum ne to bachay par hazraat ki hain or nahi howi lehaza amal ko aisa mujrib or azmoda amal maloom hona chiyee ki jis se hazraat mein  nakami ka
andesha na hoo,, mamool kesa hoo mamool agar bacha hoo ya bachi hoo es se koi farak nahi parta isi tarahn umer ki bhie koi qaid n ahi hain,,  ya bhie zorori nahi hain ki mamool parheez gaar h oo ya panchoo ka namazi he hoo kenyo ki tajrbaat se ye batein sabit ho chuki hain han agar mamool darost hoo bewakoof na hoo or bilkul chako chubandh hoo isi tarahn vo kisi abemari me mubtala na hoo or na he kisi asibi marz, zehni pareshani ka shekar hoo dosre sawaal ka jawab ye hain kisi bhie bachay par hazri ki jati hai to or agar ye namadar na hoo to ye yakeen karein ki hazri nahi hosakti lehaza vaqat zaya karne ki zoraat n ahi hain,.,,
kisi dosre bachay par tajarba karlein hazri ki vaqat bachay ka sir or aankhein bhari hojati hain us ka  sir dard se phatne lagta hain or us ki ankho ki samane bijli jise chamak nazar aati hain hazrrat ki vaqat bachay par ye alamaat zahir na hoo to hazri nahi hogi 




Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

No comments:

Post a Comment