BAAL :
1) jis admi k
baal seedy aur lambe hon wo ba- murawat achci fitrat ka hota hai..
2) jis admi k
choote mote aur ghane baalon wala admi
bahadur ,ihmaq ,ashaq mezaj aur shawat parest hota hai.
3) agher abroo
aur kanpati per ghane baal hon tu be aqali ,susti ki daleel hai.
4) jis admi ki
chand k baal gir jaein,wo khushnaseeb hota hai.
5) baloon ka
rang surki mahil ho tu wo mazboti ,gusa,takataber,aur maker o fareeb ki nishani
hai.
6) jis k baal
gungrale hon wo dilar ,khush taba,ashaq mizaaj aur be-shahoor hota hai.
7) seedy mulaem
aur seya baal zinda-dili aur sula pasandi ki alamat hain.
8) baal zayada
bareek hon wo naik taba aur nazuk mezaaj hota hai.
9) baalon ka
sakht hona aur jisam ka mazbot hona sujahat ki nishani hai.
10) jis k chati
pe baal hon wo saddaq saheed aur ba wafa hota hai,peat per baalon ka na hona
kam aqali ki nishani hai.sar k
agle hisy sar ke baal gir k saf jild nikal ana buland iqbali
,maaldari,hakam mezaaji aur ilam o fazal ki ilamat hai,pechly sar k hisy k baal girna zid,izat e khandan
ki tamana karna,aur hama e jinnat ki ilamat hai.sare jisam pe gane baalon ka
hona esh-pasandi ki nishani hai.
Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709 Whatsapp Avail
Syed Ghulam Abbas
Cell: 03007077709 Whatsapp Avail
Syed Ghulam Abbas
No comments:
Post a Comment