Showing posts with label Qudrat. Show all posts
Showing posts with label Qudrat. Show all posts

Tuesday, 17 May 2016

SAR



SAR :

1)    Sar ka bara hona sardari ki nishani hai.
2)    sar ka bara na hona aqalmandi ki ilamat hai.
3)    char kona sar gareebi ki nishani hai.
4)    tera sa gunegar aur bad -kar ka hota hai.
5)    Choota sar choori aur nider hone ki nishani hai.

MATHA:
1)    jis ki peshsni gol ho,wo kheerat karne wala,mutaqi aur dana hota hai.
2)    jis ki peshani gosht se bari ho,wo kam faham,mutaqaber hota hai.

CHEERA :
1)     jis shakh ka cheera safe ho wo buland iqbal hota hai.
2)     zard cheera zehan ki teezi aur aqal mandi ki nishani hai.
3)     surkhi mayal gandami cheera khushi ki nishani hai.
4)     safeed rang susti aur gareebi ki alamat hai.
5)     seya rang bad mezaji ,waham-parasti,aur sawaar ki nishani hai.
6)     jis ka cheera choowe ya heran jasa ho ,wo gareeb hota  hai .
7)     jis k cheery ka rang sbzi mayal ho,wo urat se zyada muhabbat karta hai.
8)     bazvi cheera aqal-mandi ki nishani hai.
9)     tercha cheera shirarat ki nishani hai.

10)    chore cheery wala parheezgar hota hai.



Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

EHZA KEY PHARAKNE KA KIYAFA

EHZA KEY PHARAKNE KA KIYAFA

     EZOO KA NAAM                        KIYAFA
1) matha                                nayi mulazmat mile gi,tankhuwa main izafa,ya saffer                                                  pesh ahye ga.
2) sar                                    madha hasal hoga.
3) dayan abroo                        nukari ya nafa hasal hoga.
4) bayan abroo                        warasat mile gi ya maal hath aye ga.
5) pusht                                dulat mile gi ya saffer pesh ahey ga.
6) dayein ankh                        jutha ilzam lage,badnami hogi.
7) bayein ankh                        bivi ka inkeqaal hoga, ya judai hogi.
8) dayan kan                          umeed key bar-akas fayeda hasal hona.
9) dayan rukhsar                     koi  afat ahey gi.
10) bayan rukhasr                    bemari main mubtela hoga ,khushkhabri mile gi.
11) dayan hath                       mukhalaf magloob hojaye ga.
12) dayen bagal                       dulat hath ahe gi.
13) bayen bagal                       martabe main taraqi hogi.
14) zano daran                       tashwesh hogi ,martaba bare ga.
15) bayen hath ki ungaliyan        saffer se  fayada ho ga.
16) oper ka honth                    rahat aur kamrani hasal hogi.
17) neachey ka honth               dost se mulaqat hogi.
18) dono honth                       dushman se muqabla hoga ,ya dost yaad kare ga.
19) gala o gardan                    nafa hoga,nehmtein milein gi agher bayen janab se pharky                                            tu dost se mulaqat hogi.
20) dayan kandha                   ranj aur tashwesh hogi.
21) bayan kandha                   dushman pe galba hasal hoga.
22) dayan bazoo                     dost se mulaqat hogi.
23) bayan bazoo                     azeez se mulaqat,karz se sabaqdoshi,ya khush-naseebi hogi.
24) pendali                           mukhalaf se sulah hogi,larka pada hoga.
25) talwa                             namurad khaber mile gi,saffer  se tatleef hogi.
26) paoun ki pusht                  martabe main taratki hogi.
27) seena                             ranj aur pareshani hogi.
28) dayan pastan                    gham o ranj hoga .
29) bayan pastan                   larka peda hoga.
30) dil                                 gham aur tashwesh hogi. 
31) dayan pehlu                    maali nuksan hoga.
32) bayan pehlu                    saffer pesh aye ga.
33) peat                             aram aur rahat naseeb hogi.
34) panja                            rizaq main izafa hoga.
35) dahein hatheli                  doulat mile gi.

36) bahein hatheli                  paisa kharch ho ga.



Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

BAAL



BAAL :
1)     jis admi k baal seedy aur lambe hon wo ba- murawat achci fitrat ka hota hai..
2)     jis admi k choote  mote aur ghane baalon wala admi bahadur ,ihmaq ,ashaq mezaj aur shawat parest hota hai.
3)     agher abroo aur kanpati per ghane baal hon tu be aqali ,susti ki daleel hai.
4)    jis admi ki chand k baal gir jaein,wo khushnaseeb hota hai.
5)    baloon ka rang surki mahil ho tu wo mazboti ,gusa,takataber,aur maker o fareeb ki nishani hai.
6)     jis k baal gungrale hon wo dilar ,khush taba,ashaq mizaaj aur be-shahoor hota hai.
7)     seedy mulaem aur seya baal zinda-dili aur sula pasandi ki alamat hain.
8)    baal zayada bareek hon wo naik taba aur nazuk mezaaj hota hai.
9)     baalon ka sakht hona aur jisam ka mazbot hona sujahat ki nishani hai.

10)   jis k chati pe baal hon wo saddaq saheed aur ba wafa hota hai,peat per baalon ka na hona kam aqali ki nishani hai.sar k          agle hisy sar ke baal gir k saf jild nikal ana buland iqbali ,maaldari,hakam mezaaji aur ilam o fazal ki ilamat hai,pechly sar         k hisy k baal girna zid,izat e khandan ki tamana karna,aur hama e jinnat ki ilamat hai.sare jisam pe gane baalon ka hona         esh-pasandi ki nishani hai.  

Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

RAFTAAR




RAFTAAR :

 1)   agher raftar  teez ho,qadam choota ho aur zoor-reh ho tu samhjna chayee k asa admi karo bari,naramdil,bahadur hota        hai.
2)    agher ko lambe lambe qadam uthaye,tu is k under tahreeq ka mada mujood hai,magher qabale ehtebaar nai.
3)    jo admi aista ho wo teez damagh aur ghoor o fiker karne wala hota hai.
4)    jis k pauon chapke hon,wo humdard aur ba-marawat hota hai.
5)    na humwar raftar wala jald irada badalne wala hota hai.
6)    jo admi peet aur seena nikal kar chale wo khush tabah milansaar hota hai.

7)    tari chaal chalne wala admi buzurgoon ka khadam hota hai.




Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

MARDANA EHZA SE KIYAFA





MARDANA EHZA SE KIYAFA


SAKHT JISAM : istatlal tabah,aqal mandi,jurat aur sujahat ki ilamat hai.
NARAM JISAM: past-hamati,darpoke hone aur mamoli si shakal se muztzrab ho jane ki  nishani hai.jo jisam zyada sakht ho.aur na zyada naram ho,wo raham dil,husane khalq,muhabbat dil ki safai aur naik tabai ki nishani hai,ase shahk ka rojan nayik kamon ki taraf zyada hota hai.

QAAD : seda qaad lamba aur lager jisam,bahaderi,sangdili,aur taqaberki nishani hai.asa shakh fareeb kar aur mushkal se khush hone wala hota hai.

CHOOTA QAAD AUR FARBA JISAM :logon ko dekh dekh k jalne,lagu batein karne,bad gunami ki nishani hai.asa admi  sakht kena war mazbot,ehsan ko bhula dene wala aur bewakof hota hai.

CHOOTA QAAD AUR LAGER JISAM :danish-mand,daleer,bawafa,magher fareeb kar bhi hota hai,jo admi juk k chale wo razdar  aur menti hota hai,aur maqool daleel key bageer kisi ki baat ko tasleem nai karta.


QAAD KEY LEHAZ SE UMER :jis shakh ka qaad 90 angasht ho,tu us ki umer 30 saal hogi.91 angasht ho tu 32 saal hogi.isi tarah 110 angasht tak 5 saal fe angasht izafa karte jaho.yahan tak k 110 angasht key qaad wale ki umer 130 saal ki hogi.is key baad 111 angasht wale ki umer 135 ,aur 112 angasht wale ki 140 saal ki hogi.is tarah  per 7 fe angasht barhate jao.120 angasht qaad wale shakh ki umer 200 saal hogi,ager qaad 120 angasht se bhi lambi ho tu lambi umer ki alamat hai.  




Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

AOURAT KEY EHZA PER TIL KA KIYAFA




AOURAT  KEY EHZA PER TIL KA KIYAFA

1)  aourat key dayein abroo  til , zee-iktedar,ameer aur haseen mard key sath shadi hone ki      daleel hai.
2)  abroon key darmian til,wafadari,ki alamat hai.
3)  dayein rukhsar pe til, buland iqbal shohr milne ki daleel hai.
4)  bayein rukhsar pe til , chote mard ke sath shadi hone ki daleel hai.
5)  thoori pe til, naikbakt aur khushnaseeb hone ki daleel hai.
6)  seene pe til, wafa showari,zahanat,aur  mustatal mezaj hone ki alamat hai.
7)  dayeinhath pe til, sahab e oulad,aur khush naseeb hone ki daleel hai.
8)  lab pe til,kisi ameermard key sath shadi hogi,aur larke zyada pada hone ki daleel hai.

                        baqi tamam halath aur sakhht ehza key afal o harkat mardon aur aourton main yaqsan hote hain,aur jinumoor ka elada elada ziker karna zaroori hai. wo darj zail hain:-  


Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

MARD KEY EHZA PER TIL KA KIYAFA




MARD KEY EHZA PER TIL KA KIYAFA

    TIL KA MUQAM                          KIYAFA YA NATEEJA
1) sar                                 her dil azeez,aur izat pahye ga.
2) peshani                            buland iqbal,maaldar,aur muzaz hoga.
3) abroo                              hamesha saffer main rahe ga.ymulazmat asi hogi jahan                                                hamesha saffer hi karna pare ga.
4) dono abroon key darmian       mard ko khushjamal bivi,aur aurat ko khubsurat khawand                                          mile ga.aur larka ho ga.
5) dayan ruksar                    maldar,buland iqbal ho ga.
6) bayan ruksar                     gareeb,muflas,nakam,ash-parast,aur zaleel o khuwar hoga.
7) oper ka hont                     ash-parast,nafasat pasand,aur na qabale muhabbat ho ga.
8) neachy ka hont                  kanjoss,hasad karne wala,fareebi,aur khud-garz hoga.
9) lab ka gosha                      maaldar,kamyab,hayadar,alam,haleem tabah
10) thoori                            maaldar,   kafayat shoar hoga.    
11) gardan                           talwar se tatal kia jaye ga ya phansi di jaye gi.
12) seena key darmian             oulad wala,buland iqbal,alam,aur jaheydad wala hoga.
13) seene key dayein tarf          zindagi dukh aur pareshani,bivi ka farman bardar ho ga.
14) seene key bayein tarf          husan parast,bivi se jagra kare ga.
15) kameer                          doulat mile gi,saffer dar-pash aye ga,fooj ki mulazmat main                                          zindagi baser ho.
16) peat                              zamendari se fayda ho ga.
17) hatheli pe                       maaldar aur khush o khuram rahey ga.

18)hatheli ki pust pe               ameer ho ga,leken amdani zyada kare ga.

Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas