KHASOSI HADAYAT BARAY AMLEN
Amal hazrat shiro krne se qabal jin umoor ka janna amleen key liye zaroori khyal kia jata hai.ta k koi bhi nukta amal ki nazar se poshida na rahe.
1) amalka aghaz krne se pehly kisi methi cheez per Hazoor pak ,panjtan pak ,12 imam,tamam buzurgan e deen key naam fateh kr k mtha bachon main bant dein.
2) hazrat key amal ka aghaz 9chandi jumerat ko hikia jata hai.chand ki 11 bhi afzal hai.
3) bhud(wednesday)ky bad iz namaz e magrab jumerat (thursday) shiro ho jati hi.her mahene ki pehli jumerat 9 chandi jumerat hoti hai.
4) amal key liye tanhai aur yaqsoi bouth zarori hai.us kamre main koi amal ki ghar mojodgi main bhi na jaye.
5) doran e amal hazrat ghost her qisam ka,kacha lehsan,aur peaz nai khana isi key sath bivi key sath mubashirat bhi nai krni.
6)amal shiro karne se qabal kisi amalkamal ya kisi amal kamal ya kisi ustad se join umor per mukamal dastarus rakhte hon,ijazat lena bouth zaroori hota hai,ta ke rajat ka amkan o khoof laqah na ho.mal nai karna ch
7)har amal ki muqara moeyad howa karti hai.basa uqat kisi bhi waja sewaqt zyada lag jata hai.baz martaba 2 se 3 martaba bhi ek chala kamyab nhi hota.amal ko bad dil nai hona chaye.hr insan yaksan khasusiyat nai rakhta,qudeti tur pe kisi main kam aur kisi mai zyada
qatatein hoti hain.
8)bad-afhal ky adi logon ko in amaal kitarf nai ana chaye q k in amaal key liye jama ki pabandi howa kerti hai.bivi key pass jane ki bhi pabandi hoti hai.
9)agher koi shakh ye samhjta hai k wo kamzor dil ka malak hai,tu is ko chaye k wo ye amaal na kare q k is doran khoof bhi lahaq hota hai.agher zyada khoofzada hogya tu damagh ulatn ya rajat ka shakar hone ka dar hota hai.
10)in logon key liye in amaal main khtarrat khyal kiye jate hain,jo kisi bhi aseebi marz k shkar hon y phir jin per kisi bhi zee rooh musalat ho,ase log agher tandurust bhi hojain tu phir in per amal nai karna chaye.
11)jin hazrat main zakat ki shirt lazmi hoti hai,inein bagar zakat nai karna chaye.
12)amal kisi mahksos kamre main hi kia jaye,jahan per kisi bhi dosere shakh ka ana jana na ho agher alag kamra na ho tu kisi weran jagha kisikhuli jagha per ja kar ye amaal kiye jaein.us baar ka khas khyal rakhein k kisi bhi admi ki nazar app pe na pare.warna sab kia dhara khak main mil jaye ga,waqt bhi zaya ho ga.
13)amal ky doran hone waley mushaydad ka ziker kisi se hargaz na karein,ziker karne se se mushaydad nazar ana band hojaya karte hain.
14)chala kashi key doran loglon se milnejulne main ihteyat kia karein,bouth zaroori milne key ilawa bilkul hi tanhai ihkteyar karein tu behter hai.
15)chala kashi key doran amal ko chaye ky kisi bhi sahil ko naqash lehk k na dey.isi tarah koi aseebi mareez ajaye tu is ka ilaj na kare .
16)chala kashi key liye ek hi kamra makhsos krein us key bad kabi tabdeel na kia jaye.isi tara se chale ka jo bhi waqt moqarar karein us per pabandi lazmi karein,warna rohaniyat hasal nhi hogi .
17)chalakashi key doran agherkoi faqeer ajaye tu use kuch de k ruksat kia jaye,zyada baat na ki jahye.
18)doran e chala agher amal ka sar bhari ho jaye aur kandhon per wazan pare aur damag sun hota mehsos ho tu ye kamyabi ki daleel hai,ghabrana nai chaye.
19)chala kashi key doran amal se kaha jata hai khum hazar ho gaye hain ,ab ye amal band kar deya jaye.leqan asa kabi bhi nai karna chaye,amal pura kiye bagar amal ko rokna khatry se khali nai.amlen apna zhani tawazun kho bethy hain.
20)Asay ghar mein jahn koi aseebi mareez hoo ya kisi ki uper jinnat hoo wahn amal na kia
mutasara afraad bhie pareshan hoongy or amal bhie zaya jaiega
21) chlillah kashi asisi ya asay ghar mein na karein jahn geer tabi muth wakia howi hoo estahn nakami ki sabab kch hath nai aiega
Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709 Whatsapp Avail
Syed Ghulam Abbas
Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709 Whatsapp Avail
Syed Ghulam Abbas
No comments:
Post a Comment