Friday, 20 May 2016
AMIL K LIYE ZAROORI HADAYAT
AMIL K LIYE ZAROORI HADAYAT
* Amil 5 waqt ka namazi ho.
* Pak safe rahe,lebas bhi safe suthra pehne.
* Raz e halal kamaye aur haram se parheez kare.
* Kisi ko nuksan ponchane k liye koi amal na kare.
* Joth,ghebat, aur degar burayon se khud ko bachaye.
* Lalach se apne app ko pak rakhe.
* Jab bhi koi naksh lekhe pehly apna hasaar kare,charoo KUL ,AYAT UL QURSI 3,3 bar .awal o akher 3,3 bar darood pak par kar apne jisam aur jaga ka hasaar kare ,NAKSH hamesha pak safe jaga per beth kar lekhe ur khushboo lazmi lagaye.
* Agher mareez aseeb zada ya jadoo o sehar main mubtela hai tu hasbe tufeeq mareez se ghoost ka sadqa taweez dene se pehly lazmi dein.
* Jo bhi amal kare ,tawjoo se kare bechani ko apne uper ghalba
na hone dy.
* Her amal yaqeen e kamal aur azam o hamat se kare,na kami ka khoof apne uper hawi na hone de.
* Taqwa o taharat ikhteyar kare ,in ki wajah se alam o alvi o safli matih hota ha.
* Rehazat her kam ki bunyad ha,lehaza amil ko chayee k ase wazahif ka ward akser karta hai,jo jin o anss k shar se mehfooz rakhne wale hain.
* Tatabar o gharoor se apne app ko bachaye , Tatabar o gharoor amal ko barbad kar deta hai.
* qalab o zuban o chasham ko mamnoha shirah se mehfooz rakhe.
Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709 Whatsapp Avail
Syed Ghulam Abbas
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment