Friday, 20 May 2016
AMIL K LIYE PAREEZ KI ZAROORAT Q ?
AMIL K LIYE PAREEZ KI ZAROORAT Q ?
TART E HAYWANAT KI ZAROORAT Q?
_____________________________________________
Kalam e ellahi main kia taseer nai?leqan zaroorat hai taseer apne ander paida karne ki SAHABA AKRAM agher koi dua kisi
kam k liye parte tu foran is ka isar hota.ajj hum bhi woi duaein aur QURANI ayat parte hain magher be sood ,asa q?
DUA KAMAL HONA:
________________________
Ajj log her amal ki zakat dete hain ,chala kashi karte hain,phir bhi amal ka asar nai hota .jab k SAHABA akram ya buzuragan e
deen agher koi dua bagar kisi zakat o chala k jase hi parte foran asaar hota .han wo sache momen thy.in k ander sachai opakezgi
thi.wo sirf ALLAH pe bharoosa rakhte the aur abadat ellahi o attahat in ki zindagi thi.phir jis ne khud ki ghulami mustafa ka apni
gardan main dal kar apni zindagi ko abadat o attaahat RAB k liye waqf kar dia ,is par her koi meharban q na ho .aur tamam makloq
khuda is k zere e nagen q na ho?
Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709 Whatsapp Avail
Syed Ghulam Abbas
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment