Friday 20 May 2016

PAKIZGI ROHANIYAT AUR NOORANIYAT KA HASOOL









PAKIZGI ROHANIYAT AUR NOORANIYAT  KA HASOOL:
________________________________________________________________
           Humein koi  amal parte waqt tart e haywanat  ki zaroorayt  q parti hai? sirf isi liye hum apne ander pakizgi, rohaniyat o 

nooraniyat paida karein.tamam mukal noori hain aur hum khaki phir jab tak humare ander noraniyat na hogi.,wo kase hum se manos 

ho sakhte hain.hum ,humari  ghaza  humare afhal  aur amal  balke humari puri zindagi  gunah o galazat  aur najahez galatkarioun  ki 

kichar se luthri hoi aur gardo gubar se aloda hai.jab tak humare her kam main neyat theek na ho,humare amliyat muser kase ho 

sakhte hain.amil k liye her tarah se paband  sharah muqati o pareezgar hona shirt e awal hai.is k bad koi b amal parein.is ka isar 

hoga.jase batton dabane se bijli jal uthti hai.her musalman k liye sab se pehly moman saleh banna,awalen farz hai,phir amal parne k 

liye is ki jumla shiryat puri karna hain.taraq e hewanat 2 tarah k hain (1) pareez   jamali  (2) pareez jalali.

PAREEZ JAMALI:
____________________
            Ghost ,machli ,sirka ,peyaz ,lehsan, anda ,muli,hang, amber, chohara, dahi aur methai wagara ka pareez karein .mewa 

,sarsoon ,aur till ka teil istemal kar sakhte hain.magher jab k is ki paki main zara barabar ka shuba na ho.

PAREEZ  JALALI:
_____________________
              Agher  teil istemal karna chain tu teili se tillon ka ya sarsoon ka apne samne nikalwain,pan khane tak ko mana kia gya hai.  

koi bhi nashe ki cheez  huqa,cigrate, bari  ka istemal na karein, chamre k dol se pani na pein,darya nadi ka pani matti k bartan main 

layain,chamre ka jota aur muze ka istemal bhi na karein,khat na banwaein,nakhun  na katein,jamah na karein,her waqt ba wazoo 

rahein,agher taqat ho tu roza rakhein.agher  koi khedmat gar bhi pass ho tu wo bhi pareezgar ,nemazi ho.kapra bagar sela 

pehanein,ye bhi khyal rakhein k khoon jisam k kisi bhi hise se bahir na nikale,ur wo darakt jis k pate se dhood nikalta ho na 

toorein,phool,shak ,aur mewe apne hath se na toorein,albata wo bal jin ka katna sunat hai,jase k lab,bagal wagara k bal.hathi aur 

ghore ki sawari na karein.
Email: SyedGhulamAbbasSherazi@gmail.com
Cell: 03007077709   Whatsapp Avail 

Syed Ghulam Abbas

No comments:

Post a Comment